Ramadan & Eid Countdown 2027

Ramzan ul Mubarak aur Eid ul Fitr me kitne din baqi hain — live countdown.

⚠️ Tareekhein andazan hain — chand nazar ane par 1-2 din ka farq ho sakta hai. Official elan ko follow karein.

Ramadan Countdown Pakistan — Days Until Ramzan 2027

Ramzan 2027 kab shuru hoga? Pakistan me andazan 9 February 2027 ko Ramzan ul Mubarak ka chand nazar ane ki umeed hai (Saudi Arabia me 8 February; Pakistan me Ruet-e-Hilal Committee ke elan ke mutabiq aksar ek din baad). Eid ul Fitr 2027 andazan 10 March 2027 ko hogi. Upar live countdown se roz ka hisaab dekhein.

Ramzan ki tayyari

Sehri-o-Iftari ke auqat, taraweeh aur zakat ka hisaab — Ramzan se pehle tayyari karna sunnat hai. Is countdown ko bookmark kar lein aur roz check karein.